Song:Pyaar deewaana hota hai
Singer: Kihsore Kumar
Code:
Pyar deewaana hota hai (Kishore Kumar - Kati Patang)
of course from great pancham.
D C D C D
Pyar deewaana hota hai mastaana hota hai
D C D C D
Har khushi se har gum se begaana hota hai
Stanza:
D F#m Bm G
Shamma kahe parwane se pare chala ja
C D A D
Meri tarah jal jayega yahan nahi aa
D C D C D
Woh nahin sunta usko jaljana hota hai
D C D C D
Har khushi se har gum se begana hota hai
[same way for the next stanzas as well]
Rahe koi sau pardon mein dare sharam se
Nazar chahe lakh churaye koi sanam se
Aa hi jata hai jispe dil aana hota hai
Har khushi se har gum se begana hota hai
Suno kisi shayar ne ye kaha bahut khoob
Manaa kare duniya lekin mere mehboob
Woh chhalak jata hai jo paymana hota hai
Har khushi se har gum se begana hota hai
0 comments:
Post a Comment